Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tum Nahin Aaye
|
Jagjit Singh | Jagjit Singh | ||||
Khamoshi (2002) | Ali Sardar Jafri | Ghazals | |||||
jab nahi aaye the tum
tab bhi to tum aaye the
jab nahi aaye the tum
tab bhi to tum aaye the
aankh mein nur ki or
dil mein lahu ki surat
yaad ki tarah dhadkte
huye dil ki surat
tum nahi aaye abhi
phir bhi to tum aaye ho
raat ki seene mein mahtab
ke khanjar ki tarah
subaha ki hath mein khurshid
ke sawar ki tarah
tum nahi aaoge jab
phir bhi to tum aaoge
julph dar julph bikhar
jayega phir raat ka rang
sabbe tanhaai mein bhi
ruthe mulakhat ka rang
aao aane ke kare
baat ke tum aaye ho
aao aane ke kare
baat ke tum aaye ho
ab tum aaye ho to
main koun si sair najar karun
ki mere paas siwa
mehruwafa kuchh bhi nahi
ek dil ek tamnna ke
siwa kuchh bhi nahi
ek dil ek tamnna ke
siwa kuchh bhi nahi