Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tum Mere Mai Teri
|
Asha Bhosle | C Ramchandra | ||||
Navrang (1959) | Bharat Vyas | ||||||
tum mere main teri tere charan kamal ki cheri
janam janam ki teri pujaran layi bhar ke tera pyar
salone piya isko karo sawikar
tum mere main teri
ek pran do tan hai humare
jug jug ke hum sathi
ek pran do tan hai humare
jug jug ke hum sathi
sang sang hai aise piya ho jaise diya aur bati
asha mili asha mili nayi kaliya khili
dekho jiwan me aayi bahar
salone piya isko karo sawikar
tum mere main teri
dekho dukh ke wo andhiyari ghadiya
jo sukh hank ke chamke
dekho dukh ke wo andhiyari ghadiya
jo sukh hank ke chamke
hatho me kangna khan khan kare
mere mathe pe bindiya damke
sukh dukh me bhule
sukh dukh me bhule
godi me jhule
spno ka ye sansar
salone piya isko karo sawikar
tum mere main teri tere charan kamal ki cheri
janam janam ki teri pujaran layi bhar ke tera pyar
salone piya isko karo sawikar
tum mere main teri