Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tum Ho Saath Raat Bhi Hasin Hai
|
Lata Mangeshkar | Madan Mohan | ||||
Mohar (1959) | Rajinder Krishan | ||||||
tum ho sath raat bhi hasi hai
ab to maut ka bhi gam nahi hai
tum ho sath raat bhi hasi hai
ab to maut ka bhi gam nahi hai
chand janta nahi ye dastaa
kis taraf chala hai mera karvaa
chand janta nahi ye dastaa
kis taraf chala hai mera karvaa
fir kabhi na sath honge hum yaha
chand ko ye khabar nahi hai
tum ho sath raat bhi hasi hai
ab to maut ka bhi gam nahi hai
kitna khusnasib mera pyar hai
mere samne meri bahaar hai
kitna khusnasib mera pyar hai
mere samne meri bahaar hai
teri har adaa se mujhko pyar hai
aaj mujhko koi gam nahi hai
tum ho sath raat bhi hasi hai
ab to maut ka bhi gam nahi hai
aaj phul mere pyar ke khile
ab naa hai shikayate naa hai gile
aaj phul mere pyar ke khile
ab naa hai shikayate naa hai gile
jo maut mujhko tere hath se mile
vo maut jindagi se kam nahi hai
tum ho sath raat bhi hasi hai
ab to maut ka bhi gam nahi hai