Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tum Ho Kahi Ke Hum Hai Kahi Ke
|
Talat Mehmood, Asha Bhosle | Bipin Babul | ||||
Tajposhi (1957) | Anjum Jaipuri | ||||||
tum ho kahi ke ham hai kahi ke
muhabbat mai ho gaye ab to yahi ke
tum ho kahi ke ham hai kahi ke
muhabbat mai na jane kya ho gya hai
tumhari nigahon mai dil kho gya hai
lute ham to aise rahe na kahi ke
lute ham to aise rahe na kahi ke
tum ho kahi ke ham hai kahi ke
muhabbat mai ho gaye ab to yahi ke
tum ho kahi ke ham hai kahi ke
ye chup krke taron ne kisko pukara
kadam ye khada jara do sahara
kadam ye khada jara do sahara
bahakne do ye hai najaare jamee ke
bahakne do ye hai najaare jamee ke
tum ho kahi ke ham hai kahi ke
muhabbat mai ho gaye ab to yahi ke
tum ho kahi ke ham hai kahi ke
tumhe kyun na dekhen tumhe kyun na chahe
miladi muhabbat ne dono ki raahe
miladi muhabbat ne dono ki raahe
jaha ke tum ab hue ham bahi ke
jaha ke tum ab hue ham bahi ke
tum ho kahi ke ham hai kahi ke
muhabbat mai ho gaye ab to yahi ke
tum ho kahi ke ham hai kahi ke