Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tum Ho Haseen Wafa Tumko Meri Jaan Aate Aate Aaygi
|
Kishore Kumar | Kalyanji Anandji | ||||
Apradh (1972) | Indeevar | Romantic Songs | |||||
tum ho haseen wafa tumko meri jaan aate aate aaygi
tum ho haseen wafa tumko meri jaan aate aate aaygi
sharmo haya adat me ye adat jate jate jayegi
tum ho hasi wafa tum ko,
na tum pas ati ho
na pas ane deti ho wah kya wafa hai
wafa ke kam ye kaise jale ko tum jalati ho
wafa ke kam ye kaise jale ko tum jalati ho
ke jitna pas ate hai tum utna dur jati ho
khol do julf ka ye sawan bahut pyasa hai ye jivan
jalan ye jate jate jayegi tum ho hasin meri jan
wafa tumko ate ate ayegi sharmo haya adat me
ye adat jate jate jayegi tum ho hasi wafa tum ko
wo pul hai tu jispe bahare nisar
kya chahiye use jise mil gaya ho tera pyar
meri baho me aya hai baharo sa badan tera
meri baho me aya hai baharo sa badan tera
mere hi vaste hai bas teri kushbu
chaman tera hai mere samne jannat
mili jaisi mujhe kismat ye duniya pate pate payegi
tum ho haseen wafa tumko meri jaan aate aate aaygi
sharmo haya adat me tumhe ye adat jate jate jayegi
tum ho hasi wafa tumko