Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tum Ek Nazar Dekho To Idhar
|
Asha Bhosle | Sonik Omi | ||||
Soldier (1969) | Aziz Kashmiri | ||||||
beshak na jabaa se baat karo aankho se kayamat ho jaye
tum ek nazar dekho to idhar mumkin hai mohabbat ho jaye

beshak na zaba se baat karo aankho se kayamat ho jaye

mumkin hai mohabbat ho jaye
utari hai jo dil ke shishe pe tasvir tumhari kya kahiye

aur ye bhi hamare bas me nahi
taqdeer humari kya kahiye taqdeer humari kya kahiye
hum bhi hai tumhare deewane hum pe bhi inaayat ho jaye
tum ek nazar dekho to idhar mumkin hai mohabbat ho jaye
mumkin hai mohabbat ho jaye
hum kaise tumhe samjhaye sanam is dil me mohabat hai kitni

kadmo me tumhare dum nikle bus apni tammana hai itni
bus apni tamana hai itni
bhulenge na ye ehsaan kabhi puri jo ye hasrat ho jaye