Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tum Aise Kaha Tak Chupoge
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Aaj Ka Mahatma (1976) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
tum aise kaha tak chhupoge raja jani
tum aise kaha tak chhupoge raja jani
mai kuch na bolu to ye meri meharbani
chhodo ye chedkhani jani nahi mani baat to
thane me report likhwaye dungi
jyada bole to dekho pakadwaye dungi
jani nahi mani baat to thane me report likhway dungi
jyada bole to dekho pakadwaye dungi
tum aise kaha tak chhuoge raja jani
mai kuch na bolu to ye meri meharbani
chhodo ye chedkhani jani nahi mani baat to
thane me report likhway dungi
jyada bole to dekho pakadwaye dungi
thane me report likhway dungi
jyada bole to dekho pakadwaye dungi
nayi nayi surat badalte hi rahna
nayi nayi surat badalte hi rahna
chitchor mere tumhara kya kahna
dekho ji tan ko na hath lagana
dekho ji tan ko na hath lagana
chhuna meri kalayi nahi sajna
chhuna meri kalayi nahi sajna
abhi abhi hathkadi lagway dungi
jyada bole to dekho pakadwaye dungi
thane me report likhway dungi
jyada bole to dekho pakadwaye dungi
tum aise kaha tak chhupoge raja jani
bhari jo sararat tumhari nas nas me
bhari jo sararat tumhari nas nas me
mai bhi hu chaliya anokhi ath das me
mai bhi hu chaliya anokhi ath das me
ek to hai afat chunariya ka fanda
duje munsi daroga mere bas me
duje munsi daroga mere bas me
yahi fanda gale tere bandhway dungi
jyada bole to dekho pakadwaye dungi
thane me report likhway dungi
jyada bole to dekho pakadwaye dungi