Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tujhko Kya
|
Udit Narayan | Jatin Lalit | Aamir Khan | |||
Ghulam (1998) | Indeevar | Friendship Songs, Masti Bhare Geet | |||||
tujhko kya tu tu tujhko kya
tujhko kya tu tu tujhko kya
ye paise kaha se aaye hai isase tujhko kya kaam
tujhe kya parwaah masti me bita tu shaam
daaru hai kiski soch mat tujhe pine se hai kaam
meri baat sun mat ped gin kha pyaare bas tu aam
karta hai koi pyaar kisise karne de karne de
marta hai jo koi kisi par marne de marne de
karta hai koi pyaar kisise karne de tujhko kya
marta hai jo koi kisi par marne de tujhko kya
dilwaalo ka fesala hai tujhko kya
are unaka apna maamala hai
tujhko kya tujhko kya
daaka pade ya tuti koi tijori ho tujhko kya
tere ghar mei kya hai jiski chori ho tujhko kya
wo to thehre paisewaale tujhko kya
are hote rehte hai ghotaale tujhko kya tujhko kya
hum dulhe ke saathi samjhe ladkiwaale
ladkewaale samjhe hum saale dilwaale
are daawat hamne khaali usaki bear chadhali
gair ki shaadi apni diwaali diwali
hey kya bura hai kya bhala hai
soch ke milata hai kya
karta hai koi pyaar kisise karne de tujhko kya
marta hai jo koi kisi par marne de tujhko kya
dilwaalo ka faisla hai tujhko kya
are unaka apna maamala hai tujhko kya tujhko kya
hum jeso ke liye hi paise seth kamaaye
paise seth kamaaye hum khaaye
are unake pate par apna money order aa jaaye
jab banda jaaye hai le aaye le aaye
chit bhi apni pat bhi apni
har haalat mei jeet hai
daaka pade ya tuti koi tijori ho tujhko kya
tere ghar mei kya hai jiski chori ho tujhko kya
wo to thehre paisewaale tujhko kya
are hote rehte hai ghotaale tujhko kya tujhko kya