Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tujhe Khanjar Se Kya Maru Ek Najar Hai Kaafi
|
Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal | ||||
Nirdosh (1973) | Asad Bhopali | Mujra Songs | |||||
tujhe khanjar se kya maru ek nazar hai kafi
tujhe khanjar se kya maru ek nazar hai kafi
mere sajna sun teri khata ki nahi hai mafi
tujhe khanjar se kya maru ek nazar hai kafi
tujhe zinda kaise chodu hogi nainsafi
tujhe khanjar se kya maru ek nazar hai kafi
mai kaun hu ye jaan le achi tarah
pahchan le pahle haye
pahle kabhi dekha to hai ye kah de itna man le
julfe bhi hai lahrayi si
aankhe bhi hai sharmayi si
ye husn par bakpan uspe kamar balkhayi si
or fir mar mitne ko ye bali umar hai kafi
tujhe khanjar se kya maru ek nazar hai kafi
mere sajna sun teri khata ki nahi mafi
tujhe khanjar se kya maru ek nazar hai kafi
o raat ke mehman aa dil me
hai kya arman aa jo ha
jo baat kar duswar ki wo aaj hai asaan
tere gale lag jaungi kaam apna bhi kar jaungi
taskin bhi dungi tujhe dil bhi tera tadpaungi
tere sitam aaj bhi dil me mere asar hai baki