Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tu Tu Hain Vahi
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | R D Burman | Rishi Kapoor, Tina Munim | |||
Yeh Vada Raha (1982) | Gulshan Bawra | Romantic Songs | |||||
kisi mod pe na ye saath tute
mere hath se tera daman na chhute
la la la la la l la
kabhi khwab mein bhi tu mujhse naa ruthe
mere pyar ki koi khushiya naa lute
mil jaaye is tarah do lahre jis tarh
ho mil jaaye is tarah do lahre jis tarh
fir ho naa juda ha ye waada raha
tu tu hai vohi dil ne jise apna kaha
tu hai jaha main hu vaha
ab to ye jeena tere bin hain saza
ho mil jaaye is tarah do lahre jis tarah
kabhi ho na juda ha ye vaada raha
main aawaaz hu to tu hai geet mera
jaha se niraala manmeet mera ho mil jaaye
kisi mod pe bhi na ye saath tute
mere haath se tera daaman na chhute
kabhi khwaab mein bhi tu mujhse na ruthe
mere pyaar ki koi khushiyaan na lute
ho mil jaaye is tarah do lahre jis tarah
kabhi ho na juda ha ye vaada raha
kabhi zindagi mein pade mushkilein to
mujhe tu sambhaale tujhe main sambhaalu
ho mil jaaye is tarah do lahre jis tarah
mil jaaye is tarah do lahre jis tarah
phir ho na juda haan ye vaada raha
tujhe main jahaan ki najar se chura loon
kahi dil ke kone mein tujhko bitha doon
ho mil jaaye is tarah do leharen jis tarah
ho mil jaaye is tarah do leharen jis tarah
kabhi ho na juda haan ye vaada raha
tu tu hai vohi dil ne jise apna kaha
tu hai jahaan main hoon vahaan
ab to jeena tere bin hain saza
fir ho naa juda ye vaada raha ha ye vada raha