Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tu Jo Kahe
|
S Balbir, Mohammed Rafi, Geeta Dutt | Chitragupt | ||||
Baazigar (1959) | Prem Dhawan | ||||||
tu jo kahe tare bhi ladu main
tere liye aankhe bicha du main
main to dil de du are main jaan de du
aji wah wah wah
do do hai diwane mere parwane muskil mein
jaan meri fas gayi ji
hay hay hay do do hai diwane mere parwane muskil mein
jaan meri fas gayi
kaha jaye gori bholi najar tori
dil mein hamare to bas gai ji
lattu hai tum pe jaise bhi ghumaya karo
popat hun tera aise hi mjhko bulaya karo
aji dekha hai kabhi sokha bhi
aisi surat se ulfat main kya karu baba
do do hai diwane mere parwane muskil mein
jaan meri fas gayi ji
kaha jaye gori bholi najar tori
dil mein hamare to bas gai ji
dekha hai tum ko jab hame chand fika lage
dil to wo hai jispe tera teer tikha lage
aji masti se main na fislungi
ye to marji hai dil ki main kya karu baba
do do hai diwane mere parwane muskil mein
jaan meri fas gayi ji
kaha jaye gori bholi najar tori
dil mein hamare to bas gai ji
hum hai diwane mar jayenge dekh dar pe tere
khud soch le tu iljam aayega sar pe tere
aji soch hai aji samjha hai
chle aaye ho marne main kya karu baba
do do hai diwane mere parwane muskil mein
jaan meri fas gayi ji
kaha jaye gori bholi najar tori
dil mein hamare to bas gai ji
ji ji ji ji