Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tu Hi Woh Hasin Hai, Jiski Tasvir Khayalo Me
|
Mohammed Rafi | Ravindra Jain | Mithun Chakraborty, Ranjeeta | |||
Khwaab (1980) | Ravindra Jain | Romantic Songs | |||||
tu hi wo hasin hai tu hi wo hasin hai
jiski tasvir khayalo me muddat se bani hai
tu hi wo hasin hai tu hi wo hasin hai
jiski tasvir khayalo me muddat se bani hai
tu hi wo hasin hai tu hi wo hasin hai
rukhe roshan pe zulfe bikhraye huye
jaise chanda pe badal ho chhaye huye
maine dekha tujhe to mera dil
mujhe yahi kahne laga
maine dekha tujhe to mera dil
mujhe yahi kahne laga
dhundhe nazare jise din rat koi aur nahi hai
tu hi wo hasin hai tu hi wo hasin hai
meri aawara tabiyat ko ek rahe mast mil gayi
ab na mai tarsunga rahat ko
mujhe khawabo ki manjil mil gayi
sangemarmar ki murt hai tarashi huyi
meri aankho ko barso me taslli huyi
maine dekha tujhe to mera dil mujhe yahi kahne laga
maine dekha tujhe to mera dil mujhe yahi kahne laga
aisi hi kisi murt ki mere mandir me kami hai
tu hi wo hasin hai tu hi wo hasin hai
jiski tasvir khayalo me muddat se bani hai
tu hi wo hasin hai tu hi wo hasin hai