Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tu Hi Mere Dil Ka Jani
|
Asha Bhosle, Mangal Singh | Anand Milind | Sheeba, Salman Khan | |||
Suryavanshi (1992) | Sameer | ||||||
tu hi mere dil ka jaani
tu hi man ka meet
mere hotho pe rahte hai
hardum tere geet
tu hi mere dil ka jaani
tu hi man ka meet
mere hotho pe rahte hai
hardum tere geet
tujhe chodungi kaise mai yara
ke teri meri ek zindadi
mujhe jaan se bhi tu pyara
ke teri meri ek zindadi
tu hi mere dil ka jaani
tu hi man ka meet
mere hotho pe rahte hai
hardum tere geet
tujhe chodungi kaise mai yara
ke teri meri ek zindadi
mujhe jaan se bhi tu pyara
ke teri meri ek zindadi
uski nazar se dil par aisi
pyar ki barkha barsi
bhadak uthi chingari
jogan piya milan ko tarsi
uski nazar se dil par aisi
pyar ki barkha barsi
bhadak uthi chingari
jogan piya milan ko tarsi
hum dono ko dekh ke ab ye
hum dono ko dekh ke ab ye
kahne lage hai log
ye dono premi, inko laga prem ka rog
tujhe chodungi kaise mai yara
ke teri meri ek zindadi
mujhe jaan se bhi tu pyara
ke teri meri ek zindadi
teri meri ek zindadi
mujhe jaan se bhi tu pyara
ke teri meri ek zindadi
do dil milkar ek hue hai
aao manaye khushiya
dil ki khushi chalak jaane do
chahe bhige ankhiya
do dil milkar ek hue hai
aao manaye khushiya
dil ki khushi chalak jaane do
chahe bhige ankhiya
pyar ka amrit pee kar ban gaye
pyar ka amrit pee kar ban gaye
ek ranjha ek heer
khich sakega kaun bhala ab
inke bich lakir
tujhe chodungi kaise mai yara
ke teri meri ek zindadi
mujhe jaan se bhi tu pyara
ke teri meri ek zindadi
tu hi mere dil ka jaani
tu hi man ka meet
mere hotho pe rahte hai
hardum tere geet
tujhe chodungi kaise mai yara
ke teri meri ek zindadi
mujhe jaan se bhi tu pyara
ke teri meri ek zindadi