Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tu Hi Bata De Bhool Huyi Kya Meri
|
Pankaj Mullick | Pankaj Mullick | ||||
Kasturi (1954) | Vrajendra Gaur | ||||||
tuhi bata de mujhko aye dil
bhul hui kya meri
bhul hui kya meri, ek din
ek din jab mere sune ghar me
ghani raat ghir aayi thi
tab chupke se aake
kisi ne deep ki baati jalai thi
aayi hawa, aayi hawa bujh gaya deep
or aa gayi rain andheri
tuhi bata de mujhko aye dil
bhul hui kya meri
bhul hui kya meri
gujra jamana phir aaya
gujra jamana phir aaya
aanchal me deep chhipake
ek saloni khadi ho gayi
dur kahi se aake
bich raah me aake
man ne kiya ujiyar magar
khushiyo ne najar na pheri
tuhi bata de bata de
bhul hui kya meri
bhul hui kya meri