Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tu Hi Aake Sambhal Ise
|
Asha Bhosle | Madan Mohan | ||||
Aakhri Dao (1958) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
na se ha mat kar nasihat kya mujhe suljhaye hai
ne ko path sulajhe nahi jab dil kahi o a jaye hai
kya bataye ishq jalim kya kayamat dhaye hai
yu samajha lo jaise dil sine se nikala jaye hain
tu hi ake sambhal ise ye dil mere bas me nahi
tu hi ake sambhal ise ye dil mere bas me nahi
hay bas me nahi ji mere bas me nahi
hay bas me nahi ji mere bas me nahi
tu hi ake sambhal ise ye dil mere bas me nahi
tu hi ake sambhal ise ye dil mere bas me nahi
dil kahi behke to hum kahi behke
dil kahi behke to hum kahi behke
tan kahi behke kadam kahi behke
soyi soyi ratiya khoyi khoyi batiya
bhule bhule din hai aur bhuli bhuli ratiya hay
dikhalaye ye hal kise ye dil mere bas me nahi
tu hi ake sambhal ise ye dil mere bas me nahi
suno do hi baton me fasane is dil ke suno do hi baton me
suno do hi baton me fasane is dil ke
koyi de humko sanam tose milake
koyi de humko sanam tose milake
tikhi tikhi dhadkan mithi mithi uljhan
apna hi dil hai apna hi dushman hay