Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tu Hase To Lage Jaise Koi
|
Shaan, Shreya Ghoshal | Ravindra Jain | ||||
Kahin Hai Mera Pyar (2014) | Ravindra Jain | Tareef Songs | |||||
kudrat ke daman me jitne rang hai
unse saje saware ye tere ang hai
kudrat ki nahi tere hatho ki tasveer hun
teri taqdeer se judi hui taqdeer hun
tu hase to lage jaise koi jharna behta hai
tu hase to lage jaise koi jharna behta hai
janam janam phulo ka mausam
janam janam phulo ka mausam
chehre pe tere rehta hai
tu hase to lage jaise koi jharna behta hai
jo nahi main vahi mujko tu pyar se kehta hai
chand ne tere rukh se chamak chura li hai
ghata kahan tere julfo jitni kali hai
ye teri aankhe rango ka khajana
inka har ek rang suhana
ye jhuke to haya ban jaye
ye uthe to adaa ban jaye
ye mile to gaja ban jaye
umar bar ka nasha ban jaaye
tu chale to dil mera tujhe hirani kehta hai
jo nahi mai vahi mujko tu pyar se kehta hai
ye vaadiyan ye ghaatiyan badalo ka aana jana
ye mausam aashiqana
o dil ye kahe mere yaar
yaha se kahin nahi jana
tu suraj hai main dharti hun
bas tere hi tere tangti hun
ye mujhko bhi malum nahi hai
main kab se tujhpe marti hun
hai purani ye mohbbat hamari
kabhi pehle ka hai ye nata
itni si der me varna
koi itna karib nahi aata
sadiyo se mere dil me tu chhup ke rehta hai
sadiyo se mere dil me tu chhup ke rehta hai
hoke rahega milan hamara
hoke rahega milan hamara
aaj ka milna kehta hai