Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tu Har Ek Musibat Ka Muqabla Kar Re
|
Sudhir Phadke | Chitalkar Ramchandra | ||||
Aanchal (1960) | Kavi Pradeep | ||||||
tu har ek musibat ka mukabla kar re
himmat se samana kar re
bhagwanb ke bande dukho se na dar
tu har ek musibat ka mukabla kar re
himmat se samana kar re
bhagwanb ke bande dukho se na dar
sukh dukh to data ki den hai jo bhi mile tu le le
sukh dukh to data ki den hai jo bhi mile tu le le
har andhiyari rat ke pichhe hai kirno ke mele
har andhiyari rat ke pichhe hai kirno ke mele
aaj agar hai chhaye badal aaj agar hai chhaye badal
kal jayenge bikhar re
bhagwan ke bande dukho se na dar
na hak aaj luta mat pagle tu ankhiyan ke moti
tu ankhiyan ke moti ek na ek din is duniya me
sabki kasoti hoti sabki kasoti hoti
tu kyu chinta karta prani tu kyu chinta karta prani
parbhu ko sabki fikar re bhagwanb ke bande
dukho se na dar tu har ek musibat ka msukabla kar re
himmat se samana kar re
bhagwan ke bande dukho se na dar