The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Lyrics of Tu Hai - तू है सहारा तू है किनारा

tu hai sahara tu hai kinara
tu hai yara, yara
tu mera pyar hai
meri dhadkan ki yahi pukar hai
tu gul hai, haar hai
tu hai mausam, tu meri bahaar hai
tu hai sahara tu hai kinara
tu hai yara

mere savaal khwabo khaylo me tu hai
meri dua me meri wafa me tu hai
meri nazar me meri nigaaho me tu hai
khwabo me bhi tera anjana
chhod jana fir kadmo ka nisha

tu mera pyar hai
meri dhadkan ki yahi pukar hai
tu gul hai, haar hai
tu hai mausam, tu meri bahaar hai
teri sada me koi nasha ka tarana
teri adaye sabse juda hain jana
tu dagar hai tu hi safar hai suhana
tu raato ka koi shay yaara
tu mere jivan ki pahli subah
u mera pyar hai
meri dhadkan ki yahi pukar hai
tu hai sahara tu hai kinara
tu hai yaara, yaara, yaara