Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tu Bhi Number Ek Hai Pyare
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Ravi | ||||
Paisa Ya Pyar (1969) | Sahir Ludhianvi | ||||||
tu bhi number ek hai pyare me bhi number ek
pure din me hum dono ne kiye hai kitne khael

dharti maa aakash pita hai hum sab beti bete
phir kyu ek footpath pe soye ek mahlo me lete

ab sab ek banege jaise hum tum ho gaye ek
tu bhi number ek hai pyare me bhi number ek
pure din me hum dono ne kiye hai kitne khael
tu bhi number ek hai pyare me bhi number ek
jinki moti tonde kahali duniya bhar drame hai
samjhe the wo chor ki hum dono un logo ke haq me hai

humne aisi sui chubhaai kar diya tond me ched
tu bhi number ek hai pyare me bhi number ek
pure din me hum dono ne kiye hai kitne khael
tu bhi number ek hai pyare me bhi number ek
jinki soche budhi aakle aandhi shakle bhdi
kahate the hum jisko chahye dede desh ki bati

nayi nashal se takar leli kar baethe mistake
tu bhi number ek hai pyare me bhi number ek
pure din me hum dono ne kiye hai kitne khael
tu bhi number ek hai pyare me bhi number ek
thik nishane par ye mara humne apna gola
peeth dikhakar bhag gaya maedan se wo begana

hath se hath mile yani hand se hand ho shaek
bolo siya wr ram chandr ki jai
pawan sut hunuman ki jai