Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tu Bemisal Hai Teri Taarif Kya Karu
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Shammi Kapoor, Rajshree | |||
Brahmchari (1968) | Hasrat Jaipuri | Romantic Songs | |||||
tu bemisal hai teri tarif kya karu
mastana chaal hai teri tarif kya karu
aankho se pi raha hu mujhe hosh hi nahi
tu bemisal hai teri tarif kya karu
aanhko me nashila sa jal hai
chehre pe haya ki laali hai
phulo ki mahak hai baalo me
phulo ki mahak hai baalo me
har ek ada matwali hai
tu bemisal hai teri tarif kya karu
mastana chaal hai teri tarif kya karu
aankho se pi raha hu mujhe hosh hi nahi
tu bemisal hai teri tarif kya karu
julfo ko agar dekhe sawan
sawan ko pasina aa jaye
gaalo ko agar dekhe bijli
gaalo ko agar dekhe bijli
baadal me sharam se chhup jaye
tu bemisal hai teri tarif kya karu
mastana chaal hai teri tarif kya karu
aankho se pi raha hu mujhe hosh hi nahi
tu bemisal hai teri tarif kya karu
tu shokh hawa hai ghulshan ki
daaman se lipatne aayi hai
imaan jo le le duniya ka
imaan jo le le duniya ka
kaatil woh teri angdaayi hai
tu bemisal hai teri tarif kya karu
mastana chaal hai teri tarif kya karu
aankho se pi raha hu mujhe hosh hi nahi
tu bemisal hai teri tarif kya karu