Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tu Agar Kash Samajh Paye
|
Arijit Singh, Alyssa Mendonsa | Shankar Ehsaan Loy | ||||
The Zoya Factor (2019) | Amitabh Bhattacharya | ||||||
meherbaani hai taqdeero ki
jo teri meri rahein yu aa ke mili hai
hai ye kahani un lakeero ki
jo tere mere hatho ki jud rahi hai
ek rait ka sehra hu main
barish ki fiza hai tu
aadha likha ek khat hu main
aur khat ka pata hai tu
tu agar kash samajh paye
mere liye kya hai tu
agar kaash samajh paye
mere liye kya hai tu
agar kaash samajh paye
mere liye kya hai tu
agar kaash samajh paye
mere liye kya hai tu
na tha mujhe pata na thi tujhe khabar
ke iss kadar kareeb aayenge
bhale hi der se milenge hum magar
likha ke yu naseeb layenge
khush naseebi hai meri aankhon ki
jo tera sapna raaton ko dekhti hai
khushmizaji hai meri bahon ki
teri hararat se khud ko sekti hai
main raat hu aur chand ki
surat ki tarah hai tu
lag ke nahi jo chhutati
aadat ki tarah hai tu
tu agar kaash samajh paye
mere liye kya hai tu
agar kaash samajh paye
mere liye kya hai tu
agar kaash samajh paye
mere liye kya hai tu