Lyrics of Treta Mein Ram Huye - त्रेता में राम हुये
treta me ram huye dwapur me shyam
kaliyug me aaye jo bhakto ke kaam
wo hain khatu naresh maharaj
wo hain khatu naresh maharaj
shyam pyara, shyam pyara, shyam pyara
shyam pyara, shyam pyara, shyam pyara
nirbal ka bal hai deen ka bandhu
nirbal ka bal hai deen ka bandhu
hare huye ka sahara
hare huye ka sahara
shyam pyara, shyam pyara, shyam pyara
shyam pyara, shyam pyara, shyam pyara
pand putr bhimsen ke patr ka pratap bhai
putr ye ghtaut kachh ka barbari ki naam dai
kaam kant katamat ke lal par balihari
ab hai gopal krishn ka yahi uttradhikari
yahi uttradhikari, uttradhikari
krishn ne prasnn hoke diya re inaam
apna roop apna rang apna hi naam
dekh bhakto ne man hara
dekh bhakto ne man hara
shyam pyara, shyam pyara, shyam pyara
shyam pyara, shyam pyara, shyam pyara
unke netr deep jal uthe
deep jo yaha jala gaye
pangure pahad chadh gaye
itr jo yaha chadha gaye
unki bansh bend gai
arz jo yaha suna gaye
dwar dwar fir na wo fire
shyam dwar par jo aa gaye
shyam dwar par jo aa gaye, jo aa gaye
dhamo me dham nyara ye khatu dham
khatu me baitha hua shyam aatho yaam
bhare bhakto ka bhandara
bhare bhakto ka bhandara
shyam pyara, shyam pyara, shyam pyara
shyam pyara, shyam pyara, shyam pyara