Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Toota Hua Mandir Hoon
|
Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz | Bappi Lahiri | Rishi Kapoor | |||
Kudrat Ka Faisla (1989) | Anjaan | ||||||
tuta hua mandir hu main kisi ke pyar ka
jisme koi murat hai na koi deeya
tuta hua mandir hu main kisi ke pyar ka
jisme koi murat hai na koi deeya
na koi rasta mera na meri manjil koi fir
kisliye zinda hu zindagi ye hai kya zindagi
tuta hua mandir hu main kisi ke pyar kaa
jisme koi murat hai na koi deeya
biti hui bato ki dard bhari yade hai
ruth gayi mujhse mere dil ki khushi
ab to meri aankho me aasu hi aasu hai
dubh gaye aansuo mein ye zindagi
kisko hai fursat yaha jo aansu poche mere
me kisko aawaj du zindagi ye hai kya zindagi
tutaa hua mandir hu main kisi ke pyar kaa
jisme koi murat hai na koi deeya
jisme koi murat hai na koi deeya
shamo shar ye aankhe kiski raah takti hai
kon aake ab mujhe lagaye gale
waqt jise lute yu jab naseb ruthe yu
fir naseb par na jor koi chale
rasta bhi mera ho tum manzil bhi meri ho tum
mera hai sabkuch tumara zindagi ye mujhe tumne di
tum hi mere mandir ho tum hi mere davta
mainy tumhe puja hai raat din piya
mare man ke mandir me bus teri hi murat hai
dil me jal raha hai tere pyar ka deeya
dil me jal raha hai tere pyar ka deeya
dil me jal raha hai tere pyar ka deeya