Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Too Lakho Me Hai Ek Sanam
|
Mukesh Chand Mathur | Kalyanji Anandji | ||||
Birju Ustad (1964) | Qamar Jalalabadi | ||||||
tu lakho me hai ek sanam
tu lakho me hai ek sanam
tujh si hasina dekhi kabhi naa
sare jahan me teri kasam haay teri kasam
tu lakho me hai ek sanam
tu lakho me hai ek sanam
kyun ghunghat ne daale ghere
kyun baithe ho najre phere
ruthi ho kyun hamse hasina
aao manaye hum, aao manaye hum
tu lakho me hai ek sanam
tu lakho me hai ek sanam
yaad tumhari paas bula ke
rakh lu apne dil me chhupa ke
isi bahane jaan-e-tamanna
sath raho hardam, sath raho hardam
tu lakho me hai ek sanam
tu lakho me hai ek sanam
tujh si hasina dekhi kabhi naa
sare jahan me teri kasam haay teri kasam
tu lakho me hai ek sanam
tu lakho me hai ek sanam