Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Titli Si Ud Chali
|
Alka Yagnik, Sana Aziz | Vanraj Bhatia | ||||
Escape From Taliban (2003) | Mehboob Kotwal | ||||||
titli si ud chali leke hawa ke par ko
phul bhi hai saath mere main chali hu ghar ko
titli si ud chali leke hawa ke par ko
phul bhi hai saath mere main chali hu ghar ko
yeh zameen chali mere sang aaj hai mera naya rang
titli si ud chali leke hawa ke par ko
phul bhi hai saath mere main chali hu ghar ko
titli si ud chali leke hawa ke par ko
phul bhi hai saath mere main chali hu ghar ko
raaho mein nazaare kitne hai pyare pyare
humko jaise roke hai yeh saare
humko jaise roke hai yeh saare
lekin na rukenge apne yeh irade
manzil ko pohchenge hum bhi pyare
manzil ko pohchenge hum bhi pyare
khushiyo ki lehre hai dil me mere
apno se milne ki hai yeh umang
titli si ud chali leke hawa ke par ko
phul bhi hai saath mere main chali hu ghar ko
titli si ud chali leke hawa ke par ko
phul bhi hai saath mere main chali hu ghar ko
sapno ka jahan wo sapna hi to tha
aankhen jo khuli to sapna tuta hai
jise thi ummide nikla bewafa
humko yu akela usne chhod a hai
rehne do mammi beti tumhari
dekho chali hai tumhare hi sang
titli si ud chali leke hawa ke par ko
aaj mammi sang chali hu main bhi apne ghar ko