The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Tilu Timati Tilu Tilu
0
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu Anu Malik
Dil Ne Ikraar Kiya (1992) Anand Bakshi
Lyrics of Tilu Timati Tilu Tilu

pak gainya aambhiya raata huiya lambhiya
pak gainya aambhiya raata huiya lambhiya
mai kya karu rabba lad gainya aankhiya
pak gainya aambhiya raata huiya lambhiya
mai kya karu rabba lad gainya aankhiya

so saalo ki ek sadi hai ek sadi so saalo ki
so saalo ki ek sadi hai ek sadi so saalo ki
ek pal me ye baathui ek pal me ye baat hui
ek pal me hi guzar gainya sadiya
pak gainya aambhiya raata huiya lambhiya
mai kya karu rabba lad gainya aankhiya

ghar se kabhi jo nikalta hu mai girta or sambhalta hu mai
ghar se kabhi jo nikalti hu mai girti or sambhalti hu mai
aankhiya meech ke chalta hu me
aankhiya meech ke chalti hu me
pad na le koi mere prem ki batiya
pak gainya aambhiya raata huiya lambhiya
mai kya karu rabba lad gainya aankhiya

bas ek do mulakaato me de diya baato baato me
bas ek do mulakaato me de diya baato baato me
hath sajan ke hatho me hath sajan ke hatho me
janam janam ki lag gainya kadiya
pak gainya aambhiya raata huiya lambhiya
mai kya karu rabba lad gainya aankhiya