The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Thari Aur Mari
0
Anuradha Paudwal Bappi Lahiri Dimple Kapadia
Dushman Devta (1991) Indeevar Masti Bhare Geet
Lyrics of Thari Aur Mari - थारी और मारी

aayi o o
thari aur mari bajegi veena
do din kam jina lekin darr ke na jina
kadam kadam pe khushiya aansu kyu pina
thari aur mari bajegi veena
do din kam jina lekin darr ke na jina
kadam kadam pe khushiya aansu kyu pina

chahu to le lo mari dukan sari
kafi hai hotho ki hansi humko tumhari
chahu to le lo mari dukan sari
kafi hai hotho ki hansi humko tumhari
paisa kya lena jab ho gayi yaari
tu bhi dil hara aur mai bhi dil hari
thari aur mari bajegi veena
do din kam jina lekin darr ke na jina
kadam kadam pe khushiya aanshu kyu pina

na koi raja aur na koi rani
teri meri hai ye dil ki kahani
na koi raja aur na koi rani
teri meri hai ye dil ki kahani
tere hi dum se meri duniya suhani
? to karde patthar ko pani
thari aur mari bajegi veena
do din kam jina lekin darr ke na jina
kadam kadam pe khushiya aansu kyu pina
thari aur mari bajegi veena
do din kam jina lekin darr ke na jina
kadam kadam pe khushiya aansu kyu pina
aayi o o aayi o o aayi o o