Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Thandi Thandi Hawa Puchhe Unka Pata
|
Asha Bhosle, Geeta Dutt | O P Nayyar | ||||
Johny Walker (1957) | Hasrat Jaipuri | ||||||
la la la la ra ra ra, la la la la ra ra ra
unn hu hu aa ha ha ha
thandi thandi hava puchhe unka pata
laj aaye sakhi kaise du mai bata
thandi thandi hava puchhe unka pata
laj aaye sakhi kaise du mai bata
thandi thandi hava puchhe unka pata
ham se darti ho kyon aahe bharti kyon
munh se kuchh toh kaho uss pe marti ho kyon
ham se darti ho kyon aahe bharti kyon
munh se kuchh toh kaho uss pe marti ho kyon
tum ho aisi ada jis pe duniya fida
hai woh kitna hasin jis pe tum ho fida
thandi thandi hava puchhe unka pata
laj aaye sakhi kaise du mai bata
thandi thandi hava puchhe unka pata
dil se puchhu mere uss me kya bat hai
woh umango bhari chandani rat hai
dil se puchhu mere uss me kya bat hai
woh umango bhari chandani rat hai
chand jab jab utha usko dekha kiya
har sitare ka dil phir toh dhadaka kiya
thandi thandi hava puchhe unka pata
laj aaye sakhi kaise du mai bata
thandi thandi hava puchhe unka pata
yu na tadpao ji abb bata do hame
la ke tasavir hi tum dikha do hame
yu na tadpao ji abb bata do hame
la ke tasavir hi tum dikha do hame
dard badhne laga sina jalne laga
dil hamara bhi dekho machalne laga
thandi thandi hava puchhe unka pata
laj aaye sakhi kaise du mai bata
thandi thandi hava puchhe unka pata