The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Thamba
0
Navraj Hans Ravi Shankar I
Sarkar 3 (2017) Sirasri
Lyrics of Thamba - थम्बा

mujhe jo sahi lagta hein main karta hu wo chahe bhagwan ke kheelaaf ho, samaaj ke kheelaaf ho, police kanoon yaa fir pure system ke kheelaaf kyun naa ho.

Thamba Thamba

Ankhon se dushman ko roko nazaro se system ko roko
Soch se shaitan ko roko chahe tum bhagwan ko roko
heed se laalach ko roko gusse se se garoor ko roko
Ishare se khatra roko, hona hai to sab ko roko..

Thamba..

Aansuo ke aansu roko, behrehmo ki saans ko roko
Jeeyasi ka jaal ko roko, aate jate kaal ko roko
janta ke hairan ko roko, matlabi majhab ko roko
bukhaleif ke dum ko roko, jo bhi ho zulam ko roko

Thamba

Gobinda gobinda Gobinda gobinda Gobinda gobinda
Gobinda gobinda Gobinda gobinda Gobinda gobinda
Sarkar sarkar Sarkar sarkar sarkar
Gobinda gobinda Gobinda gobinda Gobinda govinda
sarkar..

Himmat se ladai roko besharam gawai roko
Himmat mein takkar ko roko haar ka sambhao ko roko
haar ka sambhao ko roko

Thamba

Bhrashtachar ke baa ko roko, Doorvachar ke aad ko roko..
Mursi banke aad ko roko, Is duniyake rang ko roko..
Ungli se talvaar ko roko, Hatheli se waar ko roko
Buddi se rantantr ko roko, Haath utake raaj ko roko
Kursi se leader ko roko, Marzi se order ko roko
Karne se durjan ko roko, Marne se sajjan ko roko

Thamba

Gobinda gobinda Gobinda gobinda Gobinda gobinda
Gobinda gobinda Gobinda gobinda

sarkar ek soch hain, kare jo uski moj hain
sarkar ek hein wala
papeeyon ka naash karta esa wo hatyar hein
paap dil se saaf kar sarkar tere sath hein
sarkar ki wo kursi nhi wo takth hein sarkar ka
ye dor bhi sarkar ka ye waqt bhi sarkar ka
tham jaye saara shaher jab wo thame prahar ka

samne se hatyar ko roko, peeche se hamle ko roko
upar se zulm ko roko
niche se dhoke ko roko, niche se dhoke ko roko

thamba thamba

har soch mein sajeesh ko roko, nash nash mein zaher ko roko
har dil ki bedardi roko, har pal mein bakwas ko roko
milne se gundo ko roko, nishchya se luccho ko roko
nidlay se anyaay ko roko, nispath se baato ko roko
sarkari choro ko roko, sarkari circus ko roko
sarkari alas ko roko, bhanu ke sar par toh betho sarkar

Gobinda gobinda Gobinda gobinda Gobinda gobinda Gobinda gobinda Gobinda gobinda Gobinda gobinda Gobinda gobinda Gobinda gobinda
Gobinda gobinda Gobinda gobinda Gobinda gobinda Gobinda gobinda sarkar sarkar sarkar sarkar thamba