The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Teri Zindagi Hai
0
Asha Bhosle, Sadhana Sargam Rajesh Roshan
Lambu Dada (1992) Anwar Sagar,, Payam Sayeedi,, Indeevar
Lyrics of Teri Zindagi Hai - तेरी जिंदगी है, मेरी ठोकरों में

teri zindgi hai, meri thokaro me
aei meri mohbbat ko, thukrane wale
teri zindgi hai, meri thokaro me
aei meri mohbbat ko, thukrane wale
karu kya sitam, main tujhe kya sajaa du
karu kya sitam, main tujhe kya sajaa du
teri jaan hai, aaj mere hawale
gurur itna khud par, na kar ae sitamgar
na tera sitam hi, tujhe maar dale
kisi ko koi, maar sakta nahi hai
kisi ko koi, maar sakta nahi hai
har ek zinddgi hai, khuda ke hawale
teri zindgi hai, meri thokaro me

main zehreeli nagin hu, das lungi tujhko
mita dungi barbaad kar dungi tujhko
tujhi ko na ye jahar tera mita de
ye nafrat ka shola, na tujhko jalaa de
teri jaan lu to mujhe chain aaye
na tu apni takdir se haar jaye
nazar meri talwar se kam nahi hai
uthe ye nazar to tujhe maar dale
kisi ko koi maar, sakta nahi hai
kisi ko koi maar, sakta nahi hai
har ek zindgi hai, khuda ke hawale
teri zindgi hai, meri thokaro me

tu kya jane kismat ka kya faisla hai
jaha me burai ka badla bura hai
main kismat ke har faisle ko badal du
jo takraye mujhse use main kuchal du
tujhe kahar se uske darna padega
tujhe mere hatho se marna padega
teri maut bankar khadi hu main sar par
ye taqat hai kisme jo tukjhko bachale
kisi ko koi maar, sakta nahi hai
kisi ko koi maar, sakta nahi hai
har ek zindgi hai, khuda ke hawale
teri zindgi hai, meri thokaro me

utha dungi kayamat teri ayegi shaamat
girungi banke bijli, tu jal jayegi pagli
main khelu zindgi se, maregi bebasi se
nikalungi main armaa, tu pachtayegi nadan
jo marji hai meri, wo hi aaj hoga
wo hoga jo tune, bhi socha na hoga
muddai laakh bura chahe, to kya hota hain
wahi hota hain jo, manzure khuda hota hain
wo hoga jo, manjur hoga khuda ko
khuda ke siva, koun honi ko tale
kisi ko koi maar, sakta nahi hai
kisi ko koi maar, sakta nahi hai
har ek zindgi hai khuda ke hawale
khuda ke hawale