The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Teri Yad Me Nind Na Aayi
0
Asha Bhosle, Amit Kumar R D Burman Karan Shah, Mandakini
Apne Apne (1987) Gulshan Bawra Romantic Songs
Lyrics of Teri Yad Me Nind Na Aayi - तेरी याद में नींद ना आई

teri yaad me nind na aayi arey jag ke rat bitayi
teri yaad me nind na aayi arey jag ke rat bitayi
aise to kabhi huya na ye bat samjh na aayi
hota hai hota hai pyar me aisa hota hai
hota hai hota hai pyar me aisa hota hai
tune yu aankh milayi mai sapne me ghabarayi
aise to kabhi huya na ye bat samjh na aayi
hota hai hota hai pyar me aisa hota hai
hota hai hota hai pyar me aisa hota hai

lakho me ek tu hai achha jo dil me bas gayi hai oo ho
kismat me jo likhi hai aa ha lagta hai tu wahi hai
tune kya bat batayi mai man hi man sharmayi
aise to kabhi huya na ye bat samjh na aayi
hota hai hota hai pyar me aisa hota hai
hota hai hota hai pyar me aisa hota hai

wada ye tujhe karna hai kya mera hi hoke rehna tu
manugi tera kehna mai manega mera kehna tu
dil se aawaj ye aayi kya ab ek pal nahi judayi
aise to kabhi huya na ye bat samjh na aayi
hota hai re hota hai pyar me aisa hota hai
hota hai hota hai pyar me aisa hota hai
teri yaad me nind na aayi arey jag ke rat bitayi
aise to kabhi huya na ye bat samjh na aayi
hota hai hota hai pyar me aisa hota hai
hota hai re hota hai pyar me aisa hota hai
arre to hone do na kya farak padta hai