Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Teri Rahon Me Kahde Hai Dil Tham Ke
|
Lata Mangeshkar | Ghulam Mohammad | ||||
Sitara (1955) | Shakeel Badayuni | ||||||
ho teri raahon mein kahde hai dil tham ke
hay hum hai diwane tere naam ke
teri raahon mein kahde hai dil tham ke
hay hum hai diwane tere naam ke
meri ankhiyon ke nur mere dil ke surur
chahe raho dur dur tujhe pana hai jarur
teri raahon mein kahde hai dil tham ke
hay hum hai diwane tere naam ke
badal barse duniyan jane
badal barse duniyan jane
badal barse duniyan jane
ankhiyon barse koi na jane
dil ki lagi ko dil hi jane
teri raahon mein kahde hai dil tham ke
hay hum hai diwane tere naam ke
meri ankhiyon ke nur mere dil ke surur
chahe raho dur dur tujhe pana hai jarur
teri raahon mein kahde hai dil tham ke
hay hum hai diwane tere naam ke
kis chhaliye pe ye dil aaya
kis chhaliye pe ye dil aaya
kis chhaliye pe ye dil aaya
patthar se shisha takraya
na vo apna na vo paraya
teri raahon mein kahde hai dil tham ke
hay hum hai diwane tere naam ke
meri ankhiyon ke nur mere dil ke surur
chahe raho dur dur tujhe pana hai jarur
teri raahon mein kahde hai dil tham ke
hay hum hai diwane tere naam ke