Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Teri Nazar Ne Kiya Kya Ishara
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | G S Kohli | ||||
Jaalsaaz (1969) | Farooq Qaiser | ||||||
mili nigah tujhse kaise mili kya kahiye haye
ye aaj dekh liya hamne kayamat kya hai
haye teri najar ne kiya kya ishara
haye dil hamara raha na hamara
are ye kya are kya gazab ho gaya
haye teri najar ne kiya kya ishara
haye dil hamara raha na hamara
are ye kya are kya gazab ho gaya
teri najar ne kiya kya ishara
ye sahmi sahmi nigahe ye sahmi sahmi nigahe
ye bahki bahki kuwari ada mathe pe chalka pasina
kya pyar ki barsi pahli ghata mathe pe chalka pasina
kya pyar ki barsi pahli ghata tune kaisi aankh milai
kaise dil me aag lagai oye mai to mar gayi ram duhai
mathe se ye pauch le re pasina
is pyar me hoga mar marke jina are ye kya
are kya gazab ho gaya
are teri najar ne kiya kya ishara
dil ko to kitna sambhala dil ko to kitna sambhala
lekin chale jor dil pe kaha ye umar haye ye jawani
gumrah kisko na karde yaha ye umar haye ye jawani
gumrah kisko na karde yaha tera rup jiya tarsaye
tera pyar bada tadpaye haye chain kahi na aaye
diwane kya tere dil me samayi tune ye kya meri halat banai
are tauba are tauba gazab ho gaya
teri najar ne kiya kya ishara
haye dil hamara raha na hamara
are ye kya are kya gazab ho gaya
teri najar ne kiya kya ishara