Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Teri Maang Sitaron Se Bhar Doon
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Teri Maang Sitaron Se Bhar Doon (1982) | Anand Bakshi | Title Song | |||||
mai teri taraf jab dekhti hu mai teri taraf jab dekhti hu
jab dekhti hu tab sochti hu ek pal gujarne se pahale
a kash mai marne se pahle ye apna farz adaa kar du
teri mang sitaaro se bhar du teri mang sitaaro se bhar du
ha aurat hu kamjor hum mai ha aurat hu kamjor hu mai
ek ghum ka ghata ghangor hu mai roti hu khub barasti hu
pyasi din raat tarasti hu bebas hu mere bas me ho agar
mar jaau thadap ke ghum se magar
jis ghar me ek khushi bhi nahi use lakho hazaroo se bhar du
teri mang sitaaro se bhar du teri mang sitaaro se bhar du
babul ka suru ab geet karo babul ka suru ab geet karo
maine kitne mausam dekhe kya dekha gham hi gham dekhe
khushiyo ki mujhe pahchaan nahi kuch aur meri armaan nahi
dekhu uthate teri doli khelu apne lahu se holy
mai teri pyasi najaro ko sawan ke najaro se bhar du
teri mang sitaaro se bhar du