Lyrics of Teri Duniya Me Aakar Ke Bhi - तेरी दुनिया में आकर के भी
teri duniya me aakar ke bhi
teri duniya na dekh sake
hum andhe khuda ke tum bande
mita do ye dukhda
dila do ek roti ka tukda
ek roti ka tukda
teri duniya me aakar ke bhi
teri duniya na dekh sake
hum andhe khuda ke tum bande
mita do ye dukhda
dila do ek roti ka tukda
ek roti ka tukda
apne hath se gada re khilona
phir kyu palna bhul gaye
apne hath se gada re khilona
phir kyu palna bhul gaye
aankhe banakar is tarha
jyot dalna bhul gaye, bhul gaye
teri duniya me aakar ke bhi
teri duniya na dekh sake
hum andhe khuda ke tum bande
mita do ye dukhda
dila do ek roti ka tukda
ek roti ka tukda
log kahe andho ke aage
hardam yaha andhera hai
log kahe andho ke aage
hardam yaha andhera hai
par is andhere ne bhi dekho
humse mukhda phera hai
kya jane wo sham ke jisne
dekha nahi sawera hai
kya jane wo sham ke jisne
dekha nahi sawera hai
nahi roshni dekhi to phir
kisko kahe andhera hai, andhera hai
teri duniya me aakar ke bhi
teri duniya na dekh sake
hum andhe khuda ke tum bande
mita do ye dukhda
dila do ek roti ka tukda
ek roti ka tukda
teri duniya me aakar ke bhi
teri duniya na dekh sake
hum andhe khuda ke tum bande
mita do ye dukhda
dila do ek roti ka tukda
ek roti ka tukda