Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Teri Chhoti Si Ek Bhul Ne Sara Gulshan Jala Diya
|
Yesudas | Bappi Lahiri | ||||
Shiksha (1979) | Gauhar Kanpuri | ||||||
teri chhoti si ek bhul ne sara gulshan jala diya
kya mahakege phir phul kabhi kya phir se bahare aayegi
jane kaha ki rit hai ye koi kare aur koi bhare
nyay nahi anyaya hai ye doshi jiye nirdosh mare
sun le tu ae qaafil tujhse kahe tera dil
teri chhoti si ek bhul ne sara gulshan jala diya
kya mahakege phir phul kabhi kya phir se bahare aayegi
tune adhere de ke ise chhin li naino ki muskan
sanjh savere raat aur din iske liye ek saman
sun le tu ae qaafil tujhse kahe tera dil
teri chhoti si ek bhul ne sara gulshan jala diya
kya mahakege phir phul kabhi kya phir se bahare aayegi
tere chalan ki aandhi ne dekh le kitane ghar lute
bikhar gaye rishte nate jivan ke sathi chhute
sun le tu ai qaafil tujhse kahe tera dil