Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Teree Jhoothe Vade Ka Aetbar Kiya
|
Asha Bhosle | Madan Mohan | ||||
Maa Ka Anchal (1970) | Kaifi Azmi | ||||||
tere jhoote wade ka aitbar kiya
tere jhoote wade ka aitbar kiya
apne nanhe se dil ko bekarar kiya
apne nanhe se dil ko bekarar kiya
tere jhoote wade ka aitbar kiya
tere jhoote wade ka aitbar kiya
hay dildaar bairi nikla
fir ye inkaar kaisa ye pyaar
ya to apnate na ya to fir thukrate na
itna tadpate na itna tarsate na
mera kya haal hai ye teri bala jaane
ab to sakhiyan bhi mujhe dene lagi tane
ek zalim se tune ek jhute se tune
aise katil se tune kyu pyar kiya
aise zalim se tune kyu pyar kiya
tere jhoote wade ka aitbar kiya
phool bhi layi kaliya bhi lai
sej arman ki maine sajayi
apni zulfo pe maine moti firoe
gore hatho me maine mehandi lagai
bujh gayi shamma aur ankho me dhund chayi
neend pal bhar ke liye aayi naa tu aaya
mane rato me aay hay suni rato me aay hay
maine kali rato me tera intezar kiya hai
maine rato me tera intezar kiya hai
tere jhoote wade ka aitbar kiya
beparwah baat meri maan
dil ke armaan na tu pehchaan
dil ko samjhau kya gum ko pehnau kya
zulfe suljhau kya jholi failau kya
darad dava mangungi to dard bhada dega
khak me meri jawani ko mila dega
tune jeena bhi mere ansu peena bhi mera
daman seena bhi mera dushwar kiya hai
tune jeena bhi mera dushwar kiya hai
apne nanhe se dil ko bekarar kiya hai
apne nanhe se dil ko bekarar kiya hai
tere jhoote wade ka aitbar kiya
tere jhoote wade ka aitbar kiya