Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tere Nazdeek Jate Hai
|
Amirbai Karnataki, Mohammed Rafi | Amirbai Karnataki | ||||
Shahnaz (1948) | Akhtar Pilibhiti | Romantic Songs | |||||
tere nazdeek jate hai
na tujhse dur hote hai
mohabbat karne wale
ha mohabbat karne wale
is kadar majbur hote hai
is kadar majbur hote hai
mohabbat karne wale
zamane se nirale
zamane se nirale
ishk ke dastur hote hai
ke hum manzil se bhi
hay ke hum manzil se bhi
manzil se wo to dur hote hai
haye dur hote hai
mohabbat karne wale
ha mohabbat karne wale haye
ha mohabbat karne wale ha
mohabbat karne wale
is kadar majbur hote hai
is kadar majbur hote hai
mohabbat karne wale
jo khushiya ishk me milti hai
jane jist hoti hai
jo sadme aksh pe hote
jo sadme aksh pe hote
mujhe manzur hote hai
mujhe manzur hote hai
mohabbat karne wale haye
ha mohabbat karne wale haye
ha mohabbat karne wale ha
is kadar majbur hote hai
is kadar majbur hote hai
mohabbat karne wale
tere dar par jinhe hasil hai
sajdo ka sarf aye dost
wo apni in ketaari par
wo apni in ketaari par
bahut magrur hote hai
bahut magrur hote hai
mohabbat karne wale haye
ha mohabbat karne wale haye
ha mohabbat karne wale ha
is kadar majbur hote hai
is kadar majbur hote hai
mohabbat karne wale