Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tere Man Me Kaun Nainan Me Kaun
|
Lata Mangeshkar, Meena Kapoor | Anil Biswas | ||||
Angulimaal (1960) | Bharat Vyas | ||||||
tere man me kaun nainan me kaun jiwan me kaun dole
prano me kaun sapno me kaun sanso me kaun bole
tere man me kaun nainan me kaun jiwan me kaun dole
prano me kaun sapno me kaun sanso me kaun bole
ja ja ri na batau mai to nam chitachor ka
ja ri na batau mai to nam chitachor ka
chhupa chhupa pyar hai ye chhupa chhupa
pyar hai ye chanda chakor ka
ja ja ri na batayun mai to nam chitachor ka
ja ri na batayun mai to nam chitachor ka
jhume ghataye ghungharale balo me
mukhade pe chand bali jayey re
ha ha ha ha mukhade pe chand bali jayey re
hay neeli si ankhiya bhaunhe kaman jaisi
dekhe to jan chali jayey re
ho ho ho ho dekhe to jan chali jayey re
hai chhaliya kaun khalabaliya kaun rangaraliya rang ghole
prano me kaun sapno me kaun sanso me kaun bole
ja ja ri na batau mai to nam chitachor ka
ja ri na batau mai to nam chitachor ka
kano me kundal kandhe dhanush dhare
mathe tilak ki rekh hai
ha ha ha ha mathe tilak ki rekh hai
ha jiske liye huye naina diwane mere
wo mera lakho me ek hai
ho ho ho ho wo mera lakho me ek hai
hai rasiya kaun manabasiya kaun
ghunghat ko chhup ke khole
prano me kaun sapno me kaun sanso me kaun bole
ja ja ri na batau mai to nam chitachor ka
ja ri na batau mai to