Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tere Jaisa Koi Dekha
|
Kishore Kumar | Usha Khanna | ||||
Pyar Ki Manzil (1981) | Sajan Dehlvi | ||||||
tere jaisa koi dekha phir teri yaad aa gayi
tere jaisa koi dekha phir teri yaad aa gayi
meri tanhai teri ye judaai
meri tanhai teri ye judaai
mere dil ko phir rulagayi
mere dil ko phir rula gayi
tere jaisa koi dekha phir teri yaad aa gayi
kuch aise bhi rishte hai jo tode se na toote
kuch aise bhi bandhan hai jo marke bhi na chhute
jab tak saans chalegi ye rishte saath chalenge
tere jaisa koi dekha phir teri yaad aa gayi
meri tanhai teri ye judaai mere dil ko phir rulagayi
mere dil ko phir rula gayi tere jaisa koi dekha
phir teri yaad aa gayi
tere jaisa sunder sapna mera tut naa jaaye
teri yaado ka ye sahara mujhse ruth naa jaaye
siva tere yaado ke koi aur nahi hai pyara
tere jaisa koi dekha phir teri yaad aa gayi
meri tanhai teri ye judaai mere dil ko phir rulagayi
mere dil ko phir rula gayi tere jaisa koi dekha
phir teri yaad aa gayi
taare tere nain dikha kar mujhko tarsaate hai
phulon ki laali mein mujhe tere honth nazar aate hai
kyun tanha chhod gayi tu jeevan bhar tadpaane ko
tere jaisa koi dekha phir teri yaad aa gayi
meri tanhai teri ye judaai mere dil ko phir rulagayi
mere dil ko phir rula gayi tere jaisa koi dekha
phir teri yaad aa gayi