Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tere Hatho Me Apni Jindagi Ka Saaj Dete Hai
|
Mahendra Kapoor | Hansraj Behl | ||||
Ek Din Ka Badshah (1964) | Prem Warbartani | ||||||
tere hatho me apni jindagi ka saj dete hai
chale aao bhari mahfil se hum aawaz dete hai
hosh aaya to rangin najare na rahe
naz tha tum pe magar tum bhi hamare na rahe
naz tha tum pe magar tum bhi hamare na rahe
aaj apne bhi najar aate hai begane se
aaj apne bhi najar aate hai begane se
jinki azmat ko dilo ja se saraha hamne
jindagi bhar jinhe pooja jinhe chaha hamne
jindagi bhar jinhe pooja jinhe chaha hamne
but wahi tute hue nikle hai but khane se
but wahi tute hue nikle hai but khane se
aaj apne bhi najar aate hai begane se
aaj ki rat mere hosh uda de saki
mai nahi hun to mujhe jahar pila de saki
mai nahi hun to mujhe jahar pila de saki
warna mai uth ke chala jaunga maykhane se
warna mai uth ke chala jaunga maykhane se