Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tere Ghungru Jo Cham Cham Baaje
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | S Mohinder | ||||
Naya Paisa (1958) | Raja Mehdi Ali Khan | ||||||
tere ghungru tere ghungru tere ghungru jo cham cham baje
o gori mera dil dhadke sadke sadke
tujhe main chhinuga kismat se hoy hoy hoy
ho jiya dhadke ho jiya dhadke ho jiya dhadke
nazar jhuk jaye na chhedo bedardi ladke ho ladke
ki main to baj aai ulfat se he he ho ho hu hu
kaliyo ki tarh tu mahke
kaliyo ki tarh tu mahke
bulbul ki tarh tu chahke
kya tu pike aaya hai
teri bod hai bahke bahke
o teri ankhiya ne o teri ankhiya ne
teri ankhiya ne aisi pila di ki hum to sharabi ho gaye
sadke sadke tujhe main chhinuga kismat se
he he ho ho hu hu
tujhe har gale ka karlu
tujhe har gale ka karlu
tujhe apne dil me bhar lu
kahi aisa na ho o majnu
thane me rapat main kar du
teri galiya teri galiya
teri galiya na chhoduga rani ki chahe
mujhe jel ho jaye sadke sadke
tujhe main chhinuga kismat se hoy hoy hoy
ho jiya dhadke ho jiya dhadke ho jiya dhadke
nazar jhuk jaye na chhedo bedardi ladke ho ladke
ki main to baj aai ulfat se he he ho ho hu hu