Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tere Gesuo Ka Saaya
|
Mohammed Rafi | O P Nayyar | ||||
Love & Murder (1966) | Aziz Kashmiri | ||||||
tere gesuo ka saya meri jaan jisne paya
tere gesuo ka saya meri jaan jisne paya
use mil gayi khudayi use mil gayi khudayi
vo nasib le ke aaya tere gesuo ka saya
meri jaan jisne paya use mil gayi khudayi
vo nasib le ke aaya tere gesuo ka saya
ye reshmi andhera jo bane naseeb mera
ye reshmi andhera jo bane naseeb mera
mai na aaftab dekhu mai na aaftab dekhu
kabhi umar bar khudaya tere gesuo ka saya
meri jaan jisne paya use mil gayi khudayi
wo nasib le ke aaya tere gesuo ka saya
is dil ki ye khata hai ke ye tujhpe mar mita hai
is dil ki ye khata hai ke ye tujhpe mar mita hai
ise kaise mai sambhalu ise kaise mai sambhalu
ye to ho gaya paraya tere gesuo ka saya
meri jaan jisne paya use mil gayi khudayi
wo nasib le ke aaya tere gesuo ka saya
mere dil me dard bhar de ya jala ke khak kar de
mere dil me dard bhar de ya jala ke khak kar de
meri khak bhi kahegi meri khak bhi kahegi
mujhe yaar ne mitaya tere gesuo ka saya
meri jaan jisne paya use mil gayi khudayi
wo nasib le ke aaya tere gesuo ka saya