Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tere Deewane Ko Fir Yaad
|
Nawab Raja | Nawab Raja | ||||
Pyaar Nahi Milta (Album) (0) | Devendra Dev | ||||||
aayi aayi hai teri yaad aayi
aayi aayi hai teri yaad aayi
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
teri yaado se jaalim
teri yaado se jaalim aankh bhar aayi hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
wo teri pyari baate mujhko ab yaad aati hai
raate jo saath gujari mujhko ab yaad aati hai
raate jo saath gujari mujhko ab yaad aati hai
humko hasin khaab dikhane nahi aate
humko hasin khaab dikhane nahi aate
us bewafa ki tarah bahane nahi aate
logo ne jab to pyar pe tufa utha liya
logo ne jab to pyar pe tufa utha liya
ab aag dil ki log bujhane nahi aate
wo teri pyari baate mujhko ab yaad aati hai
wo teri pyari baate mujhko ab yaad aati hai
raate jo saath gujari
raate jo saath gujari mujhko ab yaad aati hai
wo tere jhuthe vaade, wo teri jhuthi kasme
jo mere saath nibhaye
wo teri jhuthi rasme
aakar tu dekhle meri jaan pe ban aayi hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
teri yaado se jaalim
teri yaado se jaalim aankh bhar aayi hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
aayi aayi hai teri yaad aayi
aayi aayi hai teri yaad aayi
kashti meri tufa me aur kitni dur kinara
ab to aakar dede tu mujhko baaho ka sahara
ab to aakar dede tu mujhko baaho ka sahara
tujhe kya mila hai jaalim
mujhe bekarar karke
kati rata bekali me tera intzaar karke
jis teer si najar se
main bacha raha tha dil ko
jis teer si najar se
main bacha raha tha dil ko
tune wo hi teer chhoda mere dil ke paar karke
kashti meri tufa me aur kitni dur kinara
kashti meri tufa me aur kitni dur kinara
ab to aakar dede tu
ab to aakar dede tu mujhko baaho ka sahara
apne diwane ko tum
itna kyu tadpati ho
dikhlakar ek jhalak
tum aise kyu chhup jati ho
sun mere yaar kayamat jaisi teri judai hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
teri yaado se jaalim
teri yaado se jaalim aankh bhar aayi hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
tu na aayi to sunle duniya se main jaunga
yaad ye rakhna tujhko ruswa main kar jaunga
yaad ye rakhna tujhko ruswa main kar jaunga
tu hi bata ke zindagi kaise beetayenge
jab roj aake tere mujhe gham rulayenge
pahlu me dil ke bas gayi kuch aise teri yaad
pahlu me dil ke bas gayi kuch aise teri yaad
kitna bhi chahe hum na tumhe bhul payenge
tu na aayi to sunle duniya se main jaunga
tu na aayi to sunle duniya se main jaunga
yaad ye rakhna tujhko
yaad ye rakhna tujhko ruswa main kar jaunga
jo tune dil ko toda
agar mujhko tanha chhoda
gairo ka sath diya jo
aur munh mujhse jo moda
to main samjhunga tu sange dil hai harzai hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
tere diwane ko phir yaad teri aayi hai
aayi aayi hai teri yaad aayi
aayi aayi hai teri yaad aayi
aayi aayi hai teri yaad aayi
aayi aayi hai teri yaad aayi
aayi aayi hai teri yaad aayi
aayi aayi hai teri yaad aayi