The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Tere Chehre Se Parda Hatana Bhi Hai
0
Kishore Kumar, Mohammed Rafi Rajesh Roshan Shashi Kapoor
Muqaddar (1978) Anjaan Qawwalis
Lyrics of Tere Chehre Se Parda Hatana Bhi Hai - तेरे चेहरे से पर्दे हटाना भी है

khub badi rangin mehfil hai bada betab har dil hai
ghata me hai abhi bijli abhi parde me kya katil hai
tere chehre se parda hatana bhi hai
war teri nazar ka bachana bhi hai
teri mehfil teri mehfil teri mehfil teri mehfil
are teri mehfil ki khatir tamasha hai hum
tamasha hai hum ha tamasha hai hum
par tujhe ek tamasha dikhana bhi hai
o tere chehre se parda hatana bhi hai
war teri nazar ka bachana bhi hai

aaj dekhenge hum kya kayamat hai tu
kya gajab kya kahar hai kaisi aafat hai tu
are are re jaan leva agar tere andaz hai
hum darenge nahi hum bhi jaabaz hai
jaan leva agar tere andaz hai
hum darenge nahi hum bhi jaabaz hai
faisla ho faisla ho faisla ho faisla ho
are faisla aaj ho jaye har bat ka
har bat ka ha ha har bat ka
samne tu bhi hai ye zamana bhi hai
o tere chehre se parda hatana bhi hai
war teri nazar ka bachana bhi hai

tu itna betab na ho dil ko zara tham le
benazara ho to koi sabar se kya kam le
khel hi khel me har khel bigad jaye na
is kaleje me koi aag ye bhadkaye na
bahut nache bahut nache bahut nache
ha bahut nache tere isharo pe hum
isharo pe hum isharo pe hum
nach kar aaj tujhko nachana bhi hai
o tere chehre se parda hatana bhi hai
war teri nazar ka bachana bhi hai

bala se jaan jati hai to jaye are ji ke kya hoga
tadapkar rat din gam ka zahar ye pi ke kya hoga
aaj tak tadpe hum aaj teri bari hai
aaj ki shab teri jaan pe bhari hai
are re dil tera aaj zalim ke panje me hai
beraham katilo ke shikanje me hai
dil tera aaj zalim ke panje me hai
beraham katilo ke shikanje me hai
dilo par parde parde me ye khanjar

dekhne waale tamasha khud na ban jana
tamasha dekhne wale kuch aaho ko rang to lane de
bat ban jayegi waqt to aane de
are re bat dil ki hai hotho pe kab se ruki
zulm kab tak sahe ab to had ho chuki
bat dil ki hai hotho pe kab se ruki
zulm kab tak sahe ab to had ho chuki
o sitamgar o sitamgar o sitamgar o sitamgar
o sitamgar bade zulm tune kiye ha tune kiye ha ji tune kiye

aaj zulmo ka badla chukana bhi hai
o tere chehre se parda hatana bhi hai
war teri nazar ka bachana bhi hai
teri mehfil teri mehfil teri mehfil teri mehfil
are teri mehfil ki khatir tamasha hai hum
tamasha hai hum tamasha hai hum
par tujhe ek tamasha dikhana bhi hai
o tere chehre se parda hatana bhi hai
war teri nazar ka bachana bhi hai