Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tere Bina (1921
|
Akanksha Sharma, Arijit Singh | Asad Khan | ||||
1921 (2017) | Raqueeb Alam | ||||||
tere bina marz aadha adhoora hai
ek dhundh hai sham hai na savera hai
tanha hoon main phir bhi tanha nahi
darr ye hai ke fana ho na jau
aaja na nigaahon se ilzaam de adaaon se paigam de
koi to mujhe naam de ishq hai badguman
aaja na nigaahon se ilzaam de adaaon se paigam de
koi to mujhe naam de ishq hai badguman
tu nadi ka kinara gumnaam sa main hoon safeena
tu hai mausam bahara sukhi-sukhi
main hi na ja meri hai phasi ek mulakat mein
kaise main ab jeeyun aise haalaat mein
sar pe gum ka hai jo aasman
tere bina marz aadha adhoora hai
ek dhoondh hai sham hai na savera hai
tanha hoon main phir bhi tanha nahi
darr yeh hai ke fana ho na jau
besabar ho rahi hai ye meri baahein tu kaha hai
benazar ho rahi hai ye nigahein tu kaha
apne dil se mera haq mitaane lage
mere har khwaab ko tum jalane lage
dil mein bharne laga hai dhuaan
tere bina marz aadha adhoora hai
ek dhundh hai sham hai na savera hai
tanha hoon main phir bhi tanha nahi
darr yeh hai ke fanaa ho na jaun
aa ja na nigahon se ilzaam de adaon se paigam de
koi to mujhe naam de ishq hai badgumaan