Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tere Aanchal Mai
|
Lata Mangeshkar | R D Burman | ||||
Shatru (1986) | Anand Bakshi | ||||||
tere aanchal me mamta ki chhaiya
tere naino me pyar ki tlaiya
tere aanchal me mamta ki chhaiya
tere naino me pyar ki tlaiya
kaha hai tera laal jiye wo lakho saal
tu jiski maiya tere aanchal me
tere aanchal me mamta ki chhaiya
tere naino me pyar ki tlaiya
ma mar gayi bap jel me gaya
bachpan mera isi khel me gaya
ma mar gayi bap jel me gaya
bachpan mera isi khel me gaya
badi unchi hai jel
bada mushkil hai mel
bahar se paiya tere aanchal me
tere aanchal me mamta ki chhaiya
tere naino me pyar ki tlaiya
mai dud ka naam leta nahi
sukhi roti bhi koi mujhe deta nahi
mai dud ka naam leta nahi
sukhi roti bhi koi mujhe deta nahi
aise mere sanjog mujhe kahte hai log
khota rupaiya tere aanchal me
tere aanchal me mamta ki chhaiya
tere naino me pyar ki tlaiya
sar pe mere jo hath tune rakha
teri kasam kuch der aisa laga
sar pe mere jo hath tune rakha
teri kasam kuch der aisa laga
ye hai gokul ka gam yashoda tera naam
mai hu knahiya tere aanchal me
tere aanchal me mamta ki chhaiya
tere naino me pyar ki tlaiya
kaha hai tera laal jiye wo lakho saal
tu jiski maiya tere aanchal me
mamta ki