Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tera Man Mera Man Mile Prit Yun Khile
|
Mukesh Chand Mathur, Lata Mangeshkar | S N Tripathi | ||||
Chandra Mukhi (1960) | Bharat Vyas | ||||||
tera man mera man mile prit yun khile ki dur andhere ho
mujhe to aisa lage ki bas tum mere ho
tera man mera man mile prit yun khile ki dur andhere ho
mujhe to aisa lage ki bas tum mere ho
tum mere ho aji tum mere ho
paayal ki meri runjhun ho maathe ki meri kumkum ho
paayal ki meri runjhun ho maathe ki meri kumkum ho
jisko dhundhte the naina bolo aji kya vahi tum ho
man pe jaadu kiya rang bhar diya re chatur chitere ho
mujhe to aisa lage ki bas tum mere ho
tera man mera man mile prit yun khile ki dur andhere ho
mujhe to aisa lage ki bas tum mere ho
tum mere ho aji tum mere ho
dekhi jhalak in aankho mein milti nahin vo laakho pe
dekhi jhalak in aankho mein milti nahin vo laakho pe
tere jitne rang kahaa titli ki chanchal paakho mein
pahle to rup saja ke ji ab yun laja ke kyu mukhda phere ho
mujhe to aisa lage ki bas tum mere ho
tera man mera man mile prit yun khile ki dur andhere ho
mujhe to aisa lage ki bas tum mere ho
tum mere ho aji tum mere ho
tum mere ho aji tum mere ho