Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Tera Budhapa Umar Meri Bali
|
Premlata, Shaukat | Mohammed Shafi | ||||
Gharana (1949) | Baba Alam Siahposh | ||||||
tera budhapa umar meri bali umar meri bali
umar meri bali mujhe
mujhe chheda to dungi tujhe gaali
jara dekho mujhe meri hey kali
munh pe lali do matwale naina wali
ae ji dekho o ji dekho munna dekho
umar meri bali umar meri bali mujhe
mujhe chheda to dungi tujhe gali
mujhko meri jawani ne mara
mujhko meri jawani ne mara
dil ko dil ki kahani ne mara
ho dil ko dil ki kahani ne mara
tujhko kya tujhko kya mujhko apni bana le
umar meri bali umar meri bali mujhe
mujhe chheda to dungi tujhe gali
tera budhapa umar meri bali umar meri bali
umar meri bali mujhe
mujhe chheda to dungi tujhe gaali
tu hi kah de meri raani
teri kab maine nahi maani
teri bat kabhi nahi tali
matwale naina wali
hey ji dekho ha ji dekho munna dekho
main bali tu khust purana
main bali tu khust purana
tujhpe hansta hai sara jamana
ho tujhpe hansta hai sara jamana
dono hatho se dono hatho se
bajti hai tali umar meri bali
umar meri bali mujhe
mujhe chheda to dungi tujhe gaali
dekhan mein hi bholi bhali ?? umar meri bali
umar meri bali mujhe
mujhe chheda to dungi tujhe gaali
tera budhapa umar meri bali umar meri bali
umar meri bali mujhe
mujhe chheda to dungi tujhe gaali