Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Teen Baje Bola Tha Baj Gaye Chaar
|
Asha Bhosle, Amit Kumar | Shankar Jaikishan | Asrani, Aruna Irani | |||
Duniyadari (1977) | M G Hashmat | Intezaar, Ched Chad Songs | |||||
teen baje bola tha baj gaye char
or kitni der tak karu intzar
teen baje bola tha baj gaye char
or kitni der tak karu intzar
ghadiya intzar ki gujar ke dikhaunga
aaj mil jaye tu uda ke le jaunga
teen baje bola tha baj gaye char
or kitni der tak karoge intzar
teen baje bola tha baj gaye char
or kitni der tak karoge intzar
lagta hai fas gayi aaj nahi aayegi
dunia se dar gayi to pyar kya nibhayegi
teen baje bola tha baj gaye char
char panch ki kya saat bajenge
din dhalega yahi raat hogi
are apna to bistar yahi pe lagega
jab talak na mulakat hogi
pyar ki raste me subah tak
khadi dunia ki diwar hogi
dunia ki diwar ko tod ke dikhaunga
aaj mil jaye tu uda ke le jaunga
teen baje bola tha baj gaye char
or kitni der tak karoge intzar
badi natkhat hai wo nakhre dikhaaengi
pyar jitna karoge wo utna tadpaayegi
teen baje bola tha baj gaye char
chithi me likha hai raat me aana
or andhere me siti bajana
dil ke mandir me ghanti bajegi
ghar se niklegi karke bahana
lekin guru hai gharwale
unki najro se khud ko bachana
are guruo ka mahaguru banke dikhaunga
aaj mil jaye tu uda ke le jaunga
teen baje bola tha baj gaye char
or kitni der tak karoge intzar
lagta hai fas gayi aaj nahi aayegi
dunia se dar gayi to pyar kya nibhayegi
teen baje bola tha baj gaye char
sunke aawaz mere dhadkan ki
teri aankho me aaya kyu pani
pyar maine chupana to chaha
aasu kah gaye dil ki kahani
aakhiri sans tak tere sath mai
ab gujarungi ye jindgani
are ban gayi bat ab barat leke aaunga
aaj mil gayi hai uda ke le jaunga
aaj mil gayi hai uda ke le jaunga
aaj mil gayi hai uda ke le jaunga
aaj mil gayi hai udake le jaunga